Bhel ye sabhi logo ka pasandida hai, jo kisi bhi wakt khaya ja sakta hai. Bhel me kurmure , namkin,kanda,tamatar aur bohot se chijo ka samavesh hota hai. Bhel ko banana bahut hi easy hai. Bass upper diye huye samagri ko ek saath mix kiya jata hai. Bhel me spicy ko badane ke liye mirchi ke paste ka use kiya jata hai. bhel ko hum kisi bhi wakt kha sakte hai chahe hum baat ker rahe ho ya padhai ker rahe ho or tv dekh rahe ho. Bhai maine to abhi tak bohot bhel khaya hai aap bhi try karo aapko bhi pasand aayega . Ek baar khaoge to baar baar khate rahoge.

No comments:
Post a Comment